adsense account scraped content bta rha hai kya kru jb ki maine pagarism se check kiya hai koe content kisi se milta julta nhi hai kay karu m
Scraped content
scaped content mtlb hota hai ki apka jo content hai vo original nhi hai ha apko plagarism nhi dikhega lekin agar ap kisi aur site se content ko sentense bdl kr likte ho yane vhi content wording change krke likhte ho to scraped content kahlata hai.
iska ek hi upay hai content ko rewrite krke likhne se accha hai ap usme apne kuch point rkhe examples de jo aur kisi ne na diye ho.
yh bat maine ankit se bhi kahi thi aur uski vajah yhi hai @ankitkumarlakhera90 yh apke liye ek example hai jis ke karan maine apko us din kaha tha ki apne points likhne chahiye article rewrite mt kijiye.
ham kaise pta kare ki konsa content scraped hai…ek content ke liye sabhi ko update to nhi kar sakate hai
adsense form me puchha tha to unhone bola ki aapki https://www.hindihelper.com/2018/09/Delete-these-5-things-from-Facebook.html yah post me scraped ho sakta hai kyonki esi bahut sari post hai…
ha vhi ap search kro google pr aur dekho ki kahi apka content us content se match ho rha hai yane content ka flow and points vgera
youtube par ek website dekhi jha se content rewrite kar sakte hai https://quillbot.com kya yah sahi h m iska use kar lu
agar ap content ko rewite kr rhe ho iska mtlb ki ap post me value add nhi kr rhe ho yh to fir vhi hojayega scraped content.
agar ap rewrite krte hai iska mtlb to yhi hua ki ap vhi bta rhe ho jo lakho websites bta rhi hai.
update kro try kro ki jis post pr voilation aya hai vo search ke kisi post se mil rha hai ya nhi
aisa kuch nhi hai bus rewrite bhi krte ho to usme kuch additional chije likho jo important ho jo dusro ne nhi likha hai yane valuable bnao article ko jaise kisi ne 3 points bataye hai kisi topic ke to ap un 3 topic ke sath 2 aur jod sakte ho
use fix kro kyuki matched percentage bahut jyada bta rha hai 47% jyada hota hai use change kro
use farq nhi girta kyuki yh apke blog ke under hi hai ap un pages aur content ko dekhiye jo dusre blog se hai
ap muze apne adsense violation ka msg dikhaiye